Tuesday, April 29, 2008

QURAN N NAMAZ

QURAN N NAMAZ


Zaaya na jayegi mehnat namaz ki,
Dono jahaan ki khair hai daulat namaz ki,

Dil me basalo dosto hasrat namaz ki,

Sajde me jaakar lootlo rehmat namaz ki…



RASOOLALLAH( S.A.W) ne farmaya,
Jab apne liye dua karo to dusron ko bhi yaad kiya karo,

Kya pata uske naseeb ki khushi tumhari dua ke intezar me ho… (Duaon main zaroor yaad rakhain mujhe)



These r helpful for our life


1. Sura Yasin --- Relief from azaab in the grave.
2. Sura Ar Rahman --- It'll make us rich in dunia.
3. Sura Al Waqiya --- It'll release u from hunger.
4. Sura al mulk --- Brings light in ur grave…
5. Sura Al Jasiya --- It'll bring peace in ur life


Al Hadees -----

Musalmaan par Musalmaan ke Panch Haq hai,


Salaam ka jawab dena,

Mareez ki Eeyadat karna,
Janaze ke Hamrah jana,
Dawat Khabul karna
Cheenk ka Jawab dena



Jannat ke 8 darjey
..
1. Jannatul mava.

2. Darul maqaam
3. Darul Salaam
4. Darul Khuld

5. Jannatul-adaan

6. Jannatul-nayeem

7. Jannatul-kasif

8. Jannatul-firdous


Best :

Leader -------- Allah
Guide -------- Quran

Lyrics -------- Azaan
Loyalty -------- Imaan
Request -------- Dua
Protection -------- Fitra
Oath -------- Kalma

Exercise -------- Namaz

Self Control -------- Roza
Charity -------- Zakat
Tour -------- Haj



Some Facts about Quraan :---


Quran mein 700 baar Namaz ki dawat di gayi hai.

Ayesha (RA) ne sab se pehle Quran ki aayaton ko gina hai.

Quran me Surah-Al-Baqarah sabse badi Surah hai, aur Surah-Kausar sab se
chhoti Surah hai.

Quran ko pura hone me 22 saal, 5 mahine, aur14 din lage.
Quraan me ALLAH ka naam 2584 baar hai.
Duniya me Quran 103 language me hai.




Note --- ISLAM KI KOI BAATH CHUPANA, SABSE BADA BAKHEEL HAI……………

No comments: